Tuesday, September 18, 2012

ZINDAGI TUZH MAIN SAMAEE

maa ne tuzhko janam diya, sab kuch saha kuch na kaha, saas ne di gali, pati ne samjhaee, haddiyan ghiss kar BETI, BETA samazh kar pali, naam karegi roshan, man main thi ichcha pali, BITYA ho gai badi tu, maa ne bahut samjhaee, izzat hai sab kuch, hamari zindagi tuzh main samai, zamana hai kharab gundo ka raaz, himmat karke phir bhi BITYA padai, maa baap ki izzat dekhi, na dekhi haddi ghiss kar ki jo kamai, maa baap ki aankh main anguli ghusai, BETI ne bahar nikal kar, maa baap ki naak katai, bahut aage badgai BETIYAAN, pitaah ko jab bhank lag paai, shayad sahi thi maaki woh gali bhai, na peda karta agar BETI maai, hoti na meri nazron ki ittni jhukai, meri wo hat aaj mehngi par gai, yehi karn hai bhroon hatya ka isski jimmedar to BETI hi ban gai, yeh lekh amar uzala k aap ka kona se liya gaya hai?

Saturday, February 20, 2010

www.medanta.org

Vishwpreshidh dr. Ne milkar banaya duniya ka ek atyadhunik haspatal

add-: medanta di medicity, sectar-38, gudgawn, hariyana-122001 / antarrastiy hawaiadde se 10 minat ki duri par

Phon-:0124-4141414

Fax-:0124-4834111

Email-: info@medanta.org

website-: www.medanta.org

Monday, December 21, 2009

"esi bhi mohbbat ki saza deti hai dunia"

Hi, frnd aaj mein yahan aap ko ek khaas insan ki baat batane ja raha hoon jo sunne mein to esa lagta hai ki yeh sab bakwas hai magar jab apne upar beetti hai to lagta hai ki woh such keh raha tha khas mein pehle hi sab kuch samazh jata?

"esi bhi mohbbat ki saza deti hai dunia, mar jay to jeene ki dua deti hai dunia, hum kon se farishte the jo iljam na sehte, pathar ko bhagwan bana deti hai dunia, ye jakhm mohbbat ka hai, dikhana na kisi ko lakar sare bajar saja deti hai dunia, kismat par karo naaj na itna bhi fakiro hatho ki lakiro ko mita deti hai dunia, marne k liy karti hai majboor to lekin jeene k tarike bhi sikha deti hai dunia, esi bhi mohbbat ki saza deti hai dunia"

Aapka MOHMMAD QAMAR

Friday, December 11, 2009

Jane hamko ye mulakat kahan le jay, bato bato mein koi baat kahan le jay, jism ko kat k aankhon mein thama hai pani, dekhiye! Dard ki barsat kahan le jay, unki mehfil hee nahi sehar mein maktal bhi hai, kya khabar gardise halat kahan le jay, tum mere khawab sambhalo to safar pe nikloon, is kadar bojh koi sath kahan le jay, hum bhi ek umr gwan kar jinhe hal na kar sake, zindagi ab weh sawalat kahan le jay, zindagi garm hawaon ka safar hai "QAMAR" !! koi yeh fool se jajbaat kahan le jay?

Aapka MOHMMAD QAMAR

Saturday, December 5, 2009

My frnd

Hi, Doston aaj mein aapko apne best frnd,s k name batata hoon

1st-saad jo ki mera bahut acha frnd hai aur ek baar to usne mere liy jasoos ki bhumika bhi ada kari hai mein uski dil se kadr karta hoon?

2nd Haris Basir jo ki mera bahut acha frnd hai or muzhe har achai or burai k bare main batata hai jisse muzhko pata chalta hai ki jo kaam hum kar rahe hai wo acha hai ya bura?

3rd Lucky hai jo hum sab bahut hi intelizet hai?

Yeh to meri local ctiy frnd hai or in k alawa or bhi hai jo time kam hone ki wazha se mein filhal naam nahi likh sakta,

Ab mein aapko apne bahut khaas frnd k bare mein batata hoon?

1st Rizwan jo ki mera bahut khas frnd hai usne mera esi esi musibaton mein saath diya hai jin musibat k aane se apna saya bhi saath chorne lagta hai uska ehsaan mein shaya kabhi zindagi main nahi chuka sakta?

2nd Fayaz hai jo ki mera bahut khaas frnd hai usne bhi musibaton mein mera bahut saath diya hai uska ehsan bhi mein nahi chuka sakta hoon?

3rd Saqib hai jo is waqt saudi arab mein hai uske baare main kya bataun bus bahut khaas frnd hai?

Ab aap log soch rahe honge ki meine aapko apne doston k bare main kiyon bataya wo isliy kiyonki doston k bager zindagi adoori hai dost agar sacha hai aur kaam aane wala hai to zindagi mein maza aa jata hai ok bay? Aapka MOHMMAD QAMAR?